|
naradji ko prabhuji ne mantralay ki rah dikhayee
bambai ki barish ne kiya mumbai kar ko pareshan ,aur bhi jyada pareshan hue desh ke log . maha nayak Big B ke ghar me ghus gaya pani, unhone apni mahengi cars (kare) 5 star hotel me shift kardi , zuggi zopadi wale ki kanha kishmat amitabh ki car jaisi ki .chhotisi hotel me thikana mil jaye ,are bechara chhoti hotel wala bhi to pani se paresha,pani ghus gaya hotel me. nukshan upr se dhanada (bussiness) nahi, nardji rat me Satelite dharti se bambai darshan kar rahe the sadharn janta ki halat dekh unake man me pida huee, subah subah ,barshat me morning walk prabhji ke sath band hai,........subah subah barish nahi thi ,jaldi hi chal pade prabhuji ke pas, prabhuji aaram se zule par laxmiji ke sath zul rahe rahe the, naradji ate dekh , prabhu aur laxmiji ek dusare ko dekha , aur mushkuraye,
naradji ko avakar diya .jalpan karvaya , naradji ka chahera vishad may tha , .prabhu ne puchha naradji se ,vats kiski pida manme hai aapke ,itne dukhi knyo dikh rahe ho ,
nardji> prabhu. indradevta ne mumbai par meher kar di hai , mumbai me jagah jagah pani bhar gaya hai , jan jeevan thap hogaya hai , manav dukhi ho gaya hai, prabhu indr devata se kahiye na mumabi wasiyo pe daya kare.
prabhji> he munivar. mumbai me barish sadharn hi hai lekin manav , apne swarth karan , dukhi hai ,bade logo ke swarth karan sadharan manav dukhi ho raha hai . aur varsha kam karege indra devata ,to garmi me pine ke pani ki takleef hogi.
aur samsya aapki indra devta ki bajay mantralay hi sarkari machnary hi madad kar sakti hai .aapko mantralay jana padega
naradji sochane lage .prabhu ki aur dekha , prabhu ne mushkurakar kaha , is varsh to ho gaya agle varsh ki tayyari karo manav ,barish ke paschat bhul jayega ,mumabi kar itana bhagat hai ki use dopahr me kya khay yah sham ko yad nahi rahata,
prabhu> is samsaya ka niarakarn sarkar ke pas hai ..aur sarkar abhi bahot pareshan hai.....
sarkar ki pare shani....... naradji ka .... mantralay ka daura kal dekhte............ yeh jaldi jaldi likha hai ..........
|
|